Monday, January 26, 2015

Mat pucho humse

Mat pucho humse ki tumhe kitna yaad kiya
karte hain,
Aapke msg ke intezaar mai hi jiya karte hain,
Agar na aye kabhi msg tumhare toh,
Purana hi pad ke muskura liya karte hain.

No comments:

Post a Comment

Share