Wednesday, January 7, 2015

Laugh and laugh :)

✔ Baith-kar mehbooba ki baaho me aisa josh aaya.. .
.
.
Wah!
Wah!
Wah!!
Wah!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Baith-kar mehbooba ki baaho me aisa josh aaya...

Phirrrrr...?

Phir kya.!
?
?
?
?
?

Biwi ne dekh liya aur ICU me hosh aaya...
Ha Ha Ha...

✔☝Ek aur...

Aankho mein nami thi,
Aur vitamin ki kami thi..
Wah Wah,

Jis-se raat-bhar chatting ki

Woh Girl-friend ki mummy thi...

✔☝Ek aur...

Koi pathar se na maare
mere dewaane ko...

Nuclear power ka jamaana hai,

Bomb se udaa do saale ko...

✔ Bas☝last...

Tajmahal kya cheez hai,

Is-se achi imaarat banaunga,

Mumtaz to mar-kar dafan hui thi,

Tujhe to main zinda dafnaunga...

✔☝Bas iske baad khatam...

Hasi ke liye gam kurbaan,

Khushi ke liye aansoo kurbaan,

Dost ke liye jaan bhi kurbaan,

Aurr

Agar dost ki girlfreind mil jaye to...

Saala dost bhi kurbaan...

✔'("3 Dost")'
Billu, Gullu & Ulloo...

Billu  B.Sc. mein padh raha hai...

Gullu  M.A. mein padh raha hai...

Aur hamara Ulloo  WhatsApp padh raha hai...

'Haa Haa Haa'

Hanso mat,

Chalo ab tumari baari hai, banao subko Ulloo...

Jaldi-jaldi banao, warna msg aam ho jaayega...

No comments:

Post a Comment

Share